Wednesday, July 1, 2009
hara samandar...
Ek samay ki baat hai bandhu,
baat bade patey ki ,
desh sa jakda janjeeron mein, haalat badi buri thi, tab ek budhha lathi pakde gaon gaon batakhta tha,
kaha tha usne ki bharat gaon gaon mein basta tha, aaj main bharat aaya hun, haan aaj hi bharat aaya hun,
haan main gaon bhale hi nahi par dilli se door aaya hun,
yahan log kuch naye se hain, par baat wahi puraani hai,
Khudh ko badal ke,
kuch badalne ki ,yahan pe sabne thaani hai.
Inme shamil hokar ,
Mai bhi khud ko badalne aaya hun
hara samundar jo gaya ,aaj who paar karne aaaya hun
Main ab urne wala hun , aasman chune wala hun.
Manish Sharma

Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment